Saturday, 13 July 2013

Paad aaega toh kya karoge?

Ek baar dus logon ka group picnic par gaya. Wahan wo log ek camp me raat ko ruke. Wahan par ek bada kambal tha sabke liye
To sabne decide kiya ki kisi ko bhi agar paad ayagi to wo kahega ki faujen(army) 
aa rahin hai, tab sab log apne apbe pair(legs) utha lenge, aur khatam honen par kahega ki faujen chali gayi tab sab log apne pair neeche kar lenge ,is tarah se badboo paas ho jayegi.
Is tarah hi chalta raha, thodi der baad ek jane ne kaha faujen aa rahi hai, sab logo ne pair uper kar liye, jab bahut der baad bhi usne ye nahi kaha ki faujen chali gayi to sabne usse poocha ki kya hua to wo bola ki faujon ne dera daal diya hai ๐Ÿ˜ค๐Ÿ˜๐Ÿ’ฉ

0 comments:

Post a Comment